Surendra Sharma

Surendra Sharma

Search This Blog

Showing posts with label poem. Show all posts
Showing posts with label poem. Show all posts

Friday, September 5, 2014

Asa Kyo

This is my second poem 'Asa Kyo'

Kyo tere bare me mai din bhr sochta hu,
Kyo tere liye mai din-raat aanhe bhrta hu,
Kyo tere liye mai din rat bin pani machli sa tdpta hu,
Kyo tujh pe duniya ka sara pyar lutane ko jee chahta hai,
Kyo hr pl ek teri hi kmi mhsus hoti hai,
Kyo tujhe pa lene ke bavjud tujhe khone ka dr lga rhta hai,
Kyo ye mera dil ek tera hi hona chahta hai,
Kyo subh se sham, sham se subh ek tera hi dil pe phra rhta hai,
Kyo ek tere sath hi jeene ki dil mera dua mangta hai,
Kyo ye mera mn ek tere liye hi bekrara rhta hai,
Mai na janu ye kya hai, ye kyo hai,
Agar pyar yhi hai , to mujhe ye hua hai, tujh se, Anu se,
Or tu hi mera pyar hai, tu hi mera pyar hai.

TUM

I started to write a poem ( Kavita ) for my dear one.
Let me know about my first attempt to write a poem in Hindi. Your suggestions are welcome for motivation.

Registan Ki tpti dhoop me thndi chanv ka ahsas si lgti tum,
Bhtke smndr me kinara lgane vali kshti si lgti tum,
Ucche aasman me timtimate tare si lgti tum,
Badlo se brse pani ki phli fuhar si lgti tum,
Gulista ke ghne drkhto ki hriyali si lgti tum,
Thnd me grmi ka ahsas si lgti tum,
Andhere me ummid ki roshni ka ahsas si lgti tum,
Chmn ke phulo ki tbssum si lgti tum,
Driya ke bhte pani ki kl-kl ki aavaj si lgti tum,
Pahado pe Uncche jhrno ke trnnum si lgti tum,
Mujhe mere hi hone ka ahsas si krati tum,

Mere khud ka 'Anu' ke ho jane ki khvaish puri si krati tum.